Facebook Page Ko Blog Me Kaise Add Kare – 2020

 

 

 

 

Facebook page ko blog me kaise add kare ? Blog me facebook page like box kaise add kare

Facebook page ko blog me kaise add kare? – Hey Guys aap ka Waylf.in bahut swagat hai. aur jaise ki aap search kar rahe hai ki blog me FB page kaise lagaye toh aaj ish article me hum aap ko ye hi batane wale hai. blog ho ya website ya fir kisi website ya blog ka page ya post aap kahin per bhi fb page box ko laga sakte hai. ise laganaa bhut hi aasan hota hi. bass aap ko ek code copy karana hai aur ise website per page kar dena hai. toh chaliye aaj sikhte hai ki blog me FB page kaise lagaye

facebook page ko blog me kaise add kare ??

Guys jaise ki aap upper dekh sakte hai aap ke samane ek FB page box dikhaya gaya hai. aap bhi kuch is tarha se blog ya website per ish tarha ka box laga sakte hai. ye ek dum aasan hota hai toh chaliye jaan lete hai ki blog me facebook page kaise lagaye

Facebook Page Box HTML CODE

Niche aapko ye code diya gaya hai ye FB Page ko blog ya website me aad karne ke liye code hai. ish code ko aap ko simply copy karana hai aur ise aap ko jahan per bhi aap facebook like box / facebook page  box lagana chahte hai wahan per page kar dena hai hai. 

Copy This Code

<iframe src=”https://www.facebook.com/plugins/page.php?href=https://www.facebook.com/XXXXX/” width=”340″ height=”214″ style=”border:none;overflow:hidden” scrolling=”no” frameborder=”0″ allowTransparency=”true” allow=”encrypted-media”></iframe>

Facebook page box code / facebook page like box code add karne ka tarika

Step- 1 Sabse pahle is code ko copy kare.

Step- 2 Code ko aap html me page kare ge. 

Step- 3 XXXX ke jagha per aap ko apne page ka code dalan hoga.

Step- 4 Sabhi Step ke baad Save karana hai.

Aap ko code html box me hi dalana hai. 
Code me xxxx ke jagha page id dalni hai

Example –  https://www.facebook.com/narendramodi